Showing posts with label Hindi. Show all posts
Showing posts with label Hindi. Show all posts

Thursday, 6 August 2009

shayari - 2

gajab duniya gool yeh kahani bannati hai...
saath hain par ek dusre ki parchayin hain...
ek, din ki roushani meh bhi ghabrata hai...
dusra, andheri raat meh ghulle aam, chain ki need so jatta hain...

Wednesday, 22 July 2009

shayari

after a long time, few lines transpired in hindi...

wafah ki ummed nahi ki humne kabhi...
unhonne toh dagah ka bhi kabhi hak na diya

raah takte rahe hum magar...
unhonne ek nigah ka bhi kabhi hak na diya

royye viraane meh hum bhi kabhi kabhi...
par aansuoun ne bhi girnne ka hak na diya